Faaslon Main Lyrics | Baaghi 3 | Bollywood Lyrics for songs

FAASLON MAIN LYRICS -  BAAGHI 3


Faaslon Main is a latest Bollywood song. This song from movie Baaghi 3. This songs singer is Sachet Tandon. Lyrics are written by Shabbir Ahmad. Music is given by Sachet-Parampara. Starcast in this song is Tiger Shroff and Ritesh Deshmukh. Labal on this song is T-Series.

Faaslon Main Lyrics | Baaghi 3 | Bollywood Lyrics for songs
Img Source-Youtube


Song Name- Faaslon Main

Movie-Baaghi 3

Singer- Sachet Tandon

Lyrics- Shabbir Ahmad

Music- Sachet-Parampara

Year- 2020


Faaslon Main Song Lyrics

Faaslon Mein batt sake naa
Hum juda hoke
Main bichhad Ke bhi raha
Poora tera hoke

Faaslon Mein batt sake naa
Hum juda hoke
Main bichhad Ke bhi raha
Poora tera hoke

Kyun Mere Kadam Ko Aag Ka Driya Roke
Kyun Hamko Milne Se Yeh Dooriyan Roke
Ab Ishq Kya Tumse Karein Hum Sa Koi Hoke
Saans Bhi Na Le Sake Tumse Alag Hoke

Main Rahun Kadmo Ka Tere Humsafar Hoke
Dard Saare Mit Gaye Humdard Jab Se Tu Mila

Kyun Sab Humse Jal Rahe Hai
Kyun Hum Unko Khal Rahe Hai
Haan Ye Kaisa Junoon Sa Hai
Hum Ye Kis Raah Chal Rahe Hai
Haan Meri Is Baat Ko Tum Jehan Mein Rakhna

Pul Hoon Dariya Ka Main
Tu Mujhpe Hi Bas Chalna
Har Janam Mein Ishq Banke
Hi Mujhe Milna

Teri Saanso Se Hai Meri
Dhadkano Ke Kaafile

Faaslon Mein baat sake naa
Hum juda hoke
Main bichhad Ke bhi raha
Pura tera hoke

Main Rahun Teri Jameen Ka Aashman Hoke
Main Bichhad Ke Bhi Raha Pura Tera Hoke
Aur Main Nahi Hargiz Rahunga Daastan Hoke


               

Post a Comment

0 Comments