Naina Lade Song Lyrics from Dabangg 3 | Bollywood song

NAINA LADE SONG FROM MOVIE DABANGG 3



Naina Lade song is a latest bollywood song. This song is from movie Dabangg 3. This songs singer is Javed Ali. Lyrics are written by Danish Sabri. Music of this song is given by Sajid-Wajid. Label of this song is T-series. Dabangg 3 is a Salman khan and Sonakshi sinha starrer movie. 



NAINA LADE SONG FROM MOVIE DABANGG 3


Song name- Naina Lade

Movie- Dabangg 3

Singer- Javed Ali

Lyrics- Danish Sabri

Music- Sajid-Wajid

Year- 2019


Naina Lade Song Lyrics





Dil ki baatein kahi hain
Usne palkein jhuka ke
Ik nazar usne dekha
Humko jo muskura ke
Hum jahan the wahin par
Khade reh gaye

Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye

Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye

Jannat mein bhi shayad na ho
Koyi hoor uss hasin ki tarah
Dekha nahi chehre pe humne
Kahin noor uss hasin ki tarah

Ishq ki woh ibteda hai
Husn ki woh inteha hai
Ba-khuda ba-khuda
Kya bataun achanak kya hua hai mujhe
Muskura ke jo usne jab se dekha mujhe
Teer nazron ke dil mein gade reh gaye

Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade
Naina lade, naina lade ke reh gaye

Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye

Chashme karam keejiye
Sarkaar hamaari taraf
Dekho idhar bhi ek baar
Ae yaar hamaari taraf

Hai asar yeh ik nazar ka
Rog humne umra bhar ka
Le liya, le liya
Dil ki baatein yeh sab
Unse jaakar kahein
Har ghadi, har samay
Uske sang hum rahein
Khawaab aankhon mein kitne
Jade reh gaye

Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye

Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye

Post a Comment

0 Comments