Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics | Jyotica Tangri New Song | Fazilpuria | Lata Mangeshkar song | Latest song 2020

Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics- Jyotica Tangri and Fazilpuria

Ghar Aaya Mera Pardesi is a latest Hindi song. This is a Remix Song. This songs singers are Jyotica Tangri and Fazilpuria. Additional lyrics are written by Ramya. Re-Arrange music by Teenu Arora. Starcast in this song are Ayesha Mulla, Fazilpuria, Adnaan Shaikh and Awez Darbar. Original songs singer is Lata Mangeshkar.


Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics | Jyotica Tangri New Song | Fazilpuria | Lata Mangeshkar song | Latest song 2020
Img Source-Youtube


Ghar Aaya Mera Pardesi Song Details

Song Name- Ghar Aaya Mera Pardesi

Singers- Jyotica Tangri and Fazilpuria

Lyrics- Shailendra and Ramya

Music- Teenu Arora

Year- 2020


Ghar Aaya Mera Pardesi Song Lyrics

Ho line lagaye ashiqa di toliyaa
Par main to teri waiting mein pardesiya

Ho line lagaye ashiqa di toliyaa
Par main to teri waiting mein pardesiya
Ban than ke jhoomungi
Aayi raat jo milan di

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in akhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in akhiyan ki

Main ghar aaya tera pardesi
Sab chhod aaya tera pardesi
Nau lakhe ka haar laaya main
Jismein lage pari jaisi
Naazuk si tu pari meri
Main tere liye to jee raha hu
Kaala karobaari main
Par tere liye to heera hu

Jitne aashiq line laga rahe
Dekhte hi dar javenge
Fazilpuria naam sunti
Shehar chhod bhag javenge
Hariyana se LA tak to
Mere hi gaane bajte hain
Chhori saari marti mujhpe
Par hum tujhpe marte hain

Soone mere nain the machalta jiya
Permanently sad jabse dil diya
Haan soone mere nain the machalta jiya
Permanently sad jabse dil diya
Ab aaya mitane kambakhat yeh dooriyan

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in Akhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in Akhiyan ki

Haaye uff qayamat hai adaa
Qatilana chaal hai
uff qayamat hai adaa
Re qatilana chaal hai
Thumak tumak ke jaan nikale
Har taraf bawaal hai

Tere liye bathi main
Mehfil sajaye kab ki

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in akhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in akhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in akhiyan ki

               

Post a Comment

0 Comments